Apne labon ko dusman-e-izhar mat bana Sachay hain jo log unhe gunah gar mat bana Jitne bhe lafz hain mehkte gulab hai Lehje k farq se unhe talwar mat bana Ilzam kuch to de gardish-e-aiyam ko bhe day Apne har gham ko gham-e-yar mat bana Har ik k liye khula mat rakh darwaza Yeh dil ik ghar hai isay bazar mat ban



4:57 AM
Pakwatchtv
0 comments:
Post a Comment