Thursday, August 12, 2010

Flirty SmS

DIL se Phool ban kar hum


DIL se Phool ban kar hum mehakna jante hain Muskura k hum gham chupana jante hain Log khush hote hain humse Q kBina mile b hum RISHTA nihbana jante hain.


Qadam qadam pe udasiyan



Ye shab e firaq ye bebasi
Qadam qadam pe udasiyan
Mera sath koi na de saka
Meri hasratein hain dhowan dhowan
Me tarap tarap k jiya to kya
Mere khwab mujse bichar gae
Me udas ghar ki sadaa sahi
Muje de na koi tasaliyan
Ye fiza jo gard_o_ gubar hai
Meri bekasi ka mazar hai
Me wo phool hun jo na khil saka
Meri zndgi me wafa kahan
Chaleen aisi dard ki aandhiyan
Mere dil ki basti ujar gae
Ye shab_e_faraq ye bebasi
Qdm qdm pe udasiya…

Dulha On Wedding 
Dulha on Wedding asks from Dulhan, do you have any boy friend before marriage?
Dulhan become silent
Dulha: main is khamoshi ko kia samjhoon?
Dulhan: kameeney ruk jaa ginney to de

Ye muskan
Ye muskan
Ye jazbay
Ye moj
Ye masti
Ye rishte
Ye wade
Ye sangeet
Ye pyar
Ye dosti
Ye dil
Sab kuch adhoora hai
“Aap ke Bina”…

Rab Ne Bana Di Jodi
Teacher: Aapko Shahrukh Khan ki Movie Rab Ne Bana Di Jodi se kya Lesson mila?
Student: Kabhi umeed mat haaro. Kyon k
Shadi Shada Larki bhi Phans sakti hai.

MOBILINK wali se,

Dosti karo MOBILINK wali se,
Pyar kro TELENOR wali se,
Date maro UFONE wali se,
Ankh larao ZONG wali se,
Gift lo WARID wali se…
or
..
.
Shadi kero BAGHAIR MOBILE wali se.


0 comments:

Post a Comment

 
Design by Wordpress Theme | Bloggerized by Free Blogger Templates | coupon codes