Thursday, August 12, 2010

Mar Chuka Hoon - Poetry

Kaha tha pyaar kaarta hun har aik cheez layun ga. 
Tumhari soch se pehlay tumhain apna pyaar bataun ga 

Kaha tha buhat pyaar karta hoon had se zada 
Ik din chala gaya na to wapis ni ayun ga 

Kiya thay waaday soochay thay apnay sapnay 
Kaha tha zindagi kay har Mor pay teray nazz uhtaun ga 

Teri is berukhi nay mar dala mujhay OO jaana 
Meri qabar se lipat kar ab kiyun utha rae hai mujhay 
Koi Samjhaye isi mar gaya hun ab laut kay nahe ayun ga . 

0 comments:

Post a Comment

 
Design by Wordpress Theme | Bloggerized by Free Blogger Templates | coupon codes